Alone Sad Shayari in English expresses the deep pain and loneliness that people feel when their hearts are broken or when they are left alone. These shayaris describe the silence, emptiness, and thoughts that come in moments of sadness. Through emotional and powerful words, they capture how being alone sometimes hurts more than words can say.

Many poets write Sad Shayari on Loneliness to express how separation, heartbreak, and distance change a person. These lines reflect sleepless nights, unspoken feelings, and the struggle of pretending to be fine. Alone sad shayari connects with anyone who has felt ignored, unloved, or left behind by someone they cared for deeply.

Alone Sad Shayari in English is perfect for expressing your emotions on social media or in personal journals. It helps release pain and gives comfort to those going through emotional times. Whether you are missing someone or just tired of being alone, these shayaris touch the heart and remind you that even pain can be poetic. Deep Sad Shayari in English About Loneliness and Pain | Emotional Alone Shayari in English Broken Heart Words | Best Alone Sad Shayari in English for Lonely Souls | Heartfelt Alone Sad Shayari in English About Being Alone and Lost | Alone Sad Shayari in English Heart-Touching Lines | Broken Heart Alone Sad Shayari in English for Painful Nights | Emotional & Deep Alone Sad Shayari in English for Lost Souls | Heart-Touching Alone Sad Shayari in English for Broken People | Alone Sad Shayari in English Express Your Silent Tears

Alone Sad Shayari in English

Ishq karne waale,
aksar tanha ho jaate hain,
Khushiyon ke badle
aansu me badal jaate hain!

Tanhaai se mujhe pyaar ho gaya hai,
Dard se mujhe iqraar ho gaya hai.
Jo apne the, woh kab ke chhod gaye,
Ab khud se milne ka dastoor ho gaya hai.

Mujhe mehfil ki chahat thi,
Par naseeb ko tanhaai manzoor thi.
Humne khushi maangi thi duaon mein,
Par naseeb mein udaasi likhi thi!

Dil ke armaan aansuon mein doob gaye,
Khushi ki mehfil tanhai mein chup gaye!
Jise chaha tha dil se woh ek khwab ban gayi
Ab sirf tanhai sahara ban kar reh gaya!

Dil bhar gaya hai ab logon se,
Har baar toota hoon main apno se.
Jo chehra muskura deta tha kabhi,
Ab wahi anjan banta hai raahon mein!

Dil mein basi hai jo tanhai ka alam,
Usse lafzon mein kaise bayan karu main?
Bas tanhaiyon ke saaye mein ro kar,
Khud se hi apni dil ki baat kahun main!

Dil ke jazbaat ko chhupa kar rakha hun,
Tanhai mein khud ko dooba rakha hun!
Jo the kabhi dil ke paas ab yaadon mein hai,
Uski har yaad ko palkon pe saja rakha hun!

Akela hoon toh kya hua,
Tanha toh nahin,
Jise chaha tha dil-o-jaan se,
Woh kabhi apna hua nahin!

Tanhai mein likhta hoon
Shayari uske naam ki,
Jo diya tha sila mujhe
Mere sacchi mohabbat ki!

Mehfil mein bhi gumm sa hun,
Har khushi se lagta dur sa hun!
Tanhai ka aalam dil mein aisi chahyi
Barbadi ki taraf zindagi aage badh gayi!

Aksar tanha raaton mein,
Teri yaad aa hi jata hain
Dil se nikli har ek saans,
Tere naam likh jaati hain!

Yaadon mein aapke tanha baithe hai,
Toote armaanon ko chupake baithe hai.
Aap toh mehfilon mein muskura rahe ho,
Aur hum khamoshi se aansu pi rahe hai.

Tu to bewafa ho gayi lekin
Teri yaad aaj bhi saath hai,
Tujhe yaad karke dil ko
Sukoon aaj bhi milta hai!

Na mein bura tha na wo bura thi,
Sab naseeb ka khel tha janab,
Kya karein kismat mein hi judai thi.

Kabhi hansi ki wajah thi jo,
Aaj tanhai ki wajah ban gayi.
Jo kabhi dil ko sukoon dete the,
Wahi dard-e-dil ki wajah ban gayi!

Udaasi mein chhaya hai
yeh mera tanha dil,
Ho sake toh ek shaam,
phir se aakar mujhe mil

Ishq ke dariya mein beh sa gaya,
Dil tanhai mein kahi kho sa gaya!
Muskurahat thi kabhi jo chehre pe,
Aaj aansuon mein woh kahi kho sa gaya!

Tanhaiyon ka hai yeh silsila,
Har pal mein chhupa hai koi gila.
Muskurata hoon sabke beech mein,
Par khud hi rehta hun main khud se juda!

Kabhie kabhi yun hi dil
udaas ho jati hai,
Bina kisi wajah ke
tanhai paas aa jaati hain!

Woh muskura kar mili thi humein,
Socha tha ki zindagi haseen ban gayi!
Lekin us bewafa ne to meri zindagi ki
Har ek pal ki khushi churakar le gayi!

Na jane dil kyun ek khamoshi si chayi hai,
Har raah pe bas teri kami humne payi hai.
Dil bas dhoondta hai teri woh baatein,
Jo kabhi hum dono ke beech khayi thi.

Gulab ke phool ki tarah
komal samajhte the jese,
Aaj pata chala wo
Toh patthar se bhi kathor hai!

Na kabhi thake hain,
na kabhi thakenge,
Umeed hai ki is zindagi mein
Kuch behtareen kar jayenge!

Toot kar chaha tha tujhe
Isliye tanhai mein bikhar gaya,
Teri mohabbat ko khel samjhte toh
Aaj bindaas zindagi jeeta!

Tanha rehne ki aadat si ho gayi,
Muskurane ki har wajah jaise kho gayi.
Jo the kabhi apne, woh sapne ban gaya
Zindagi dhire dhire tanhai mein kho gayi!

Tanhai kuch nahi bas ek ehsaas hai
kisi khas ke gum ho jaane ka.
Aakhe bhi roti hai chupke se,
Jab yadon ka dariya beh jata hai!

Khushi ki wajah zindagi se bikhar gayi,
Muskaan hothon se kahin kho gayi.
Jo karte the wada zindagi bhar ke liye,
Aaj wahi humein tanhai mein chhod gaye!

Aaj nahi to kal wo din to aayega,
Ae bewafa, tu yaad rakh ek din dhoka
Tujhe bhi beshak milega!

Phoolon ki tarah kitne bebas hain hum,
Kabhi qismat se toot jaate hain,
Kabhi log tod jaate hain.

Har sawal ka jawab to nahin hota,
kuchh dard aise hote hain
jin ka koi hisab nahi hota.

Leave A Reply

Please enter your comment!
Please enter your name here